Tuesday, January 22, 2008

JUST FOR FUN


Ek baar ek Totaa (Bole to Parrot ) Ud Raha tha full speed par ....
Uske Saamne full speed me ek Ferrari aa rahi thi ...
Dono ki takkar hui ...

Totaa Behosh ...
Raste me Ek Beggar (Bole to bhikari) tha
Usne Tote ko uthaya aur Ghar le gaya ....
Usko Marham lagaya ..
Aur Pinjare me rakh diya ...

Jab Tote ko hosh aaya ...
Usne apne aap ko Pinjare me dekha .....

.
.
.
.
.
Bola ...
"AAILA .... JAIL .... woh Ferrari ka Driver mar gaya kya ??"

5 GOLDEN WORD...


A boy was born to a couple after eleven years of marriage. They were a Loving couple and the boy was the gem of their eyes. When the boy was Around two years old, one morning the husband saw a medicine bottle Open.

He was late for office so he asked his wife to cap the bottle and keep it in the cupboard. His wife, preoccupied in the kitchen totally forgot the matter.

The boy saw the bottle and playfully went to the bottle fascinated by its colour and drank it all. It happened to be a poisonous medicine meant for adults in small dosages. When the child collapsed the mother hurried him to the hospital, where he died. The mother was stunned. She was terrified how to face her husband.

When the distraught father came to the hospital and saw the dead child , He looked at his wife and uttered just five words.

QUESTIONS :

1. What were the five words ?
2. What is the implication of this story ?

Scroll down...

.
.
.
.
.
.
ANSWER :

The husband just said " I am with you Darling "

The husband's totally unexpected reaction is a proactive behaviour. The child is dead. He can never be brought back to life. There is no point in finding fault with the mother. Besides, if only he had taken time to
Keep the bottle away, this would not have happened.

No one is to be blamed. She had also lost her only child. What she needed at that moment was consolation and sympathy from the husband. That is what he gave her.

If everyone can look at life with this kind of perspective, there would be much fewer problems in the world. Take off all your envies, jealousies, unforgiveness, selfishness, and fears. And you will find things are actually not as difficult as you think.

MORAL OF THE STORY

Love people unconditionally. Seperate people from their qualities. Sometimes we spend time in asking who is responsible or whom to blame, whether in a relationship, in a job or with the people we know. By this way we miss out some warmth in human relationships.

Wednesday, January 9, 2008

Just for fun.....

Dil ke arman ansuo me beh gaye,
Hum gali me the gali me reh gaye...
Light chali gayi,
Jo baat unse kehni thi wo unki mummy se keh gaye....

Zindagi ki raah mushkil hain to kiya huaa.
Thoda sa tum chalo,thoda sa main...phir Rikshaa kar lenge..

Hum aise aashik hain jo gulab ko kamal bana denge,
Uski har adaa par ghazal bana denge..
Agar wo aa jayegi mere jindgi me,
To Reliance ki kasam DELHI me bhi Tajmahal bana denge..

Kya aankheiN hain aapki, kya baatein hain aapki..
us khuda ne kuch aisa aapko bnaya hai...
maano..."Shhhsss...KOI Hai" se bhoot nikal aaya hai...


Teri yaad mein humne kalam uthaayi
liya paper aur tasveer aapki bnayi
socha tha ki usko dil se laga kar rakhenge
magar vo to bacho ko draane ke kaam aayi...

Exam ka saya................

exam ke dino mein sukh kisne paya hai?
duniya wale kehte hain ache number lo,
par inhe kaun samjhaye yeh to moh maya hai!!
------------ --------- --------- --------- --------- --------- --------- ---------


Exams ke 4 din pehle syllabus dekha to yaad aaya,
Kuch To Hua Hai Kuch Ho Gaya Hai,
Exams ke din paper dekh kar yaad aaya,
Sab Kuch Alag Hai Sab Kuch Naya Hai?
------------ --------- --------- --------- --------- --------- --------- ---------


Ek ladka ek ladki se ishara karke kehte hai
"jhalak dikhlaja jhalak dikhlaja"
Larki chappal nikaal k kehti hai
"ek baar aaja aaja aaja aaja aaja aaaaja ………"
------------ --------- --------- --------- --------- --------- --------- ---------


zindagi shuru hoti hai rishto se,
Rishte shuru hote hai pyaar se,
pyaar shuru hota hai apno se,
Aur apne shuru hote hai aap jaise dosto se.


A little star is shining bright…
Now in's time to say good night…
So close ur eyes and calm your mind….
i wish you sweet dream to night…
Good night my lovely friend….
what ever you go you are always in my mind….
Sleep tide………

Main bhi tere liye Taj Mahal Banoonga.....
1 cup subeh aur 1 cup shyam ko pilaoonga.......


baithe tere khayalo me,
kore kagaz pe likha tera naam...
Tasvir bhi bana dali aur likha! ye Paigam..
'Zinda ya murda, pakadne vale ko 5000 nakad inam...'
--------------

Guzare Huye Kal Ki Yaad Aati Hai,
Kuch Lamho Se Aakhen Bhar Aati Hai,
Woh Rangeen Shaam Nirali Doob Jati Hai
Jab Aap Jaise Dost Ki Yaad Aati Hai.......
---------------

When words fail, Eyes work. When eyes fail, heart works. When Heart
fails... To kya? Samajh le Tapak gaya!
Hotho se jo choo liya, Ehsaas Aab tak hai, Aankhe Nam hai, Aur sanso
mein Aag aab tak hain... Aur kyo na ho...
Khayi Bhi to 'HARI-Mirchi...'-hai...


Some One Is Loving you;
Caring for you;
Watching over you;
Protecting you
Guess Who? Neighbour's Dog



Laila ko majnu ka sms nahin aaya....
laila ne 2 din se khana nahin khaya....
laila marne wali hai majnu ke pyar main...
or majnu baitha hai SMS free hone ke intezaar main.


dard-e-dil mein gham ki kaliyan khilti hain
ab to tanhayiyaan aksar humse milti hain
aapne band kiya jabse sms karna,
mobile ki battery zyada chalti hai

shayariyaan......

Sar jukaogay to, pathar bhi devta ho jayega,
Itna mat chaho usay, woh be-wafa ho jayega...



Kismat se apni sabko shikayat kyo hai?
Jo nahi mil sakta usi se Mohabbat kyo hai?
Kitne kaayein hai dokhae in rahon mein,
Phir bhi dil ko usi ka intezar kyo hai


hum ne apne dil se kha use yaad karne chhod de,
tab mera dil se awaaz aayi,
who tumari saans mey basi
kya saans se lena chhod de

Dil Ko Adat Si Ho Gai Hai
Chot Khane Ki,
Bhigi Palko Ke Sang Muskrane Ki,
Kash Anjam Hum Pehle Se Jaan Jate,
To Kosish Bhi Nahi Karte Dil Lagane Ki. *

Dil Gumsum, Jubaan Khamosh
Ye Aankhein Aaj Yu Nam Kyu Hai
Jise Kabhi Paya Hi Na Tha ,
Unhe Aaj Khone Ka Gum Kyu Hai*

Tere saamne khoon se khat likh kar tumhein dikhaadoon
aa bekhabar tujhe parakhne ka andaaz sikhaadoon

Guzare Huve Kal Ki Yaad aati hai,
kuch lamhon se aankhen bhar aati hain,
woh subah rangeen shaam nirali doob jati hain,
jab aap jaise doston ki yaad aati hai.


e kaash kahin aisa hota ki do dil hote seene main
ek toot bhi jaata ishq mein to taklif na hoti jeene mein

Itna socha hai kuch sawalon per
barf si girne lagi hai balon per
rone wale tu hans nahi sakte
log hanste hain rone walon per

saaye ki tarah saath rehne wale,
humse rishta tod gaye,
haqeeqat mein milna mumkin nahi tha,
magar khwaabo mein bhi aana chod gaye..............



Jo bhi aapne diya wo le lete hai..
aankhon mein dard ho to ro lete hain
neend to waise bhi nahi aati hume..
khayaloon mein tum aaogi yehi sooch kar so lete hai...

Bada aarman tha mujhe tere saath zindagi bitane ka
Gum hai bus tere khamosh reh jaane ka
Deewanagi is se bhi badh kar kya hogi
kasam se aaj bh imujhe intezar hai tere aane ka..

Chaho to dilse humko mita dena
Chaho to humko bhoola dena
Par yeh wada karo ki, aaye jo kabhi yaad humari
Rona mat sirf muskura dena....

...Anjane me hum apna dil gawa baithe is pyar me kaisa dhoka kar baithe...........Unse kya gila kare bhool hamari hi hai jo bina dil walon se dil laga baithe.....

Mere alfazon ko juth mat samajna,
yaad aati hai bahut milne ki dua karna,
ji rahai thai tumhare naam par,
mar jau toh bewafa mat samajna.

Ruthne ka haq aap rakhte hai,
manane ki chahat hum rekhte hai,
aapke hoton pe muskurahat yu hi bani rahe,
dua rab se hum roz karte hai.

JANE KYA MUJHSE ZAMANA CHAHTA HAI,
MERA DIL TODKAR MUJHE HASANA CHAHTA HAI,
JANE KYA BAAT JHALAKTI HAI MERE CHEHRESE,
HAR SHAKHS MUJHE AAZMANA CHAHTA HAI.

Teri Judai
Teri yadd mein aahen bharta hai koi
Har saans ke sath tujhe yadd karta hai koi
Maut sachi hai ek roz aani hai
Par teri judai mein har roz marta hai koi......





Hathon se gir gayi lakiren kahin
Bhul aayen hum apni takdeer kahin
Agar tumko mile kahin to utha lena
Mere hisse ki har khushi apne hathon me saja lena.

Hasino ne haseen bankar gunaah kiya, auro ko to kya humko bhi tabah kiya. Pesh kiya jab shayari mein humne unki bewafai ko, auro ne to kya unhone bhi wah-wah kiya .


Ab Tum Batao Kyon Mujhse Door Ho,
Milna Manzoor Nahi Ya Meri Tarah Majboor Ho.


Jaan kar bhi woh Mujhe jaan na paaye,
Aaj tak woh Mujhe pehchaan na paaye,
Khud hi kar li bewafai humne,
taaki unpar koi ilzaam na aaye…

Kyu dil ke mere tukde kar diye,
kyu mere aansu ko apni muskan se baha diye,
gunah kya tha mera bus chahna tumhe,
kyu meri zindagi me tune dard bhardiye Apne pyar ko chupana chaha par chupa na sake,
diwane dil pe kabu hum pa na sake,
aaj itne karib se gujar gaye wo,
phir bhi unka hath hum tham na sake


palkon ke kinare jo humne bhigoye hi nahi
wo sochte hain hum roye hi nahi
wo poochhte hain khwabon mein kise dekhte ho
hum hain ki ek umar se soye hi nahi.

Is se badi berukhi aur kya hogi
is se badi berukhi kya hogi
ik mudat se usne hume sataya bhi nahin.

Hontho ki juban ye ansoo kehete hain
Jo chup rete hai fir bhi behete hain
Aur in aasuon ki kismat to dekhiye
Ye unke liye behte hain jo in ankhon mein rehte hain

Khuda ki banai kudrat nahi dekhi,
Dilon mein chuppi doulat nahi dekhi....


Jara gaur pharmayiyega.....
Kehte hain ki ISHQ main neend ud jaati hai
Koi humse bhi ishq kare
Khambhaqat neend bahut aati hai

Kar diya izhare-ishq hamne telephone par, laakh rupaye ki bat thi, do rupaye
main ho gayee (wah wah) Pyaar ke jaam ko aise na piyo ke Adha piya aur adha
chod diya Yaron yeh pyaar hai pyaar Nahin koi Vim Bar Jo thodasa lagaya aur
bas hogaya.......!!

Aur bhi cheezain bahut see lut chuki hain dil ke saath Ye bataya dooston ne
ishq furmane ke baad; Is liye kamre ki ek ek cheez "check" karta hoon main
"Ek tere aane se pehle, ek tere jaane ke baad"(wah-wah)

Log ishq karte hain,
Bade shor ke saath.
Humne bhi kiya,
Bade zor ke saath.
Magar ab karenge,
Thoda gaur ke saath.
Kyonki kal usko dekha,
Kisi aur ke saath.

Aansun se palke bhigo leta hoon
Yaad teri aati hai to ro leta hoon
Socha ki bhula doon tujhe magar,
Har baar faisla badal deta hoon
Tamam umar zindagi se door rahe,
Teri khushi ke liye tujse door rahe Ab is
se badkar wafa ki saza kya hogi Ki tere hokar bhi tujse door rahe.

Saturday, January 5, 2008

MERA BHARAT MAHAN.....

it's a humble request

............it's a humble request

Dear Sir/Madam ,

SPARE 5-MINUTES from ur busy schedule .PLEASE !!!


Lt. Saurabh Kalia of 4 JAT Regiment of the Indian Army laid down his
life at the young age of 22 for the nation while guarding the
frontiers at Kargil.
His parents, indeed the Indian Army and nation itself,
lost a dedicated, honest and brave son.
He was the first officer to detect and inform about
Pakistani intrusion. Pakistan captured him and his patrol party of 5
brave men alive on May 15, 1999 from the Indian side of LOC.
They were kept in captivity for three weeks and
subjected to unprecedented brutal torture, evident from their bodies handed over
by Pakistan Army on June 9, 1999.
The Pakistanis indulged in dastardly acts of inflicting burns on these Indian officers with cigarettes, piercing their ears with hot rods, removing their eyes before puncturing them and breaking most of the bones and teeth.
They even chopped off various limbs and private organs of the Indiansoldiers besides inflicting unimaginable physical and mental torture.

After 22 days of torture, the brave soldiers were ultimately shot dead. A detailed post-mortem report is with the Indian Army. Pakistan dared to humiliate India this way flouting all international norms.
They proved the extent to which they can degrade humanity. However, the Indian soldiers did not break while undergoing all this unimaginable barbarism, which speaks volumes of their patriotism, grit, determination, tenacity and valour - something all of India should be proud of.
Sacrificing oneself for the nation is an honour every soldier would be proud of, but no parent, army or nation can accept what happened to these brave sons of India. I am afraid every parent may think twice to send their child in the armed forces if we all fall short of our duty in safeguarding the PRISONERS OF WAR AND LET THEM MEET THE FATE OF LT.SAURABH KALIA.
It may also send a demoralising signal to the army personnel fighting for the Nation that our POWs in Pak cannot be taken care of. It is a matter of shame and disgust that most of Indian Human Rights Organisations by and large, showed apathy in this matter.

Through this humble submission, may I appeal to allthe civilized people irrespective of colour, caste, region, religion and political lineage to stir their conscience and rise to take this as a NATIONAL ISSUE !!!
International Human Rights Organizations must be approached to expose and pressure Pakistan to identify, book and punish all those who perpetrated this heinous crime to our men in uniform.
If Pakistan is allowed to go unpunished in this case, we can only imagine the consequences.
Below is the list of 5 other soldiers who preferred todie for the country rather than open their mouths in front of enemy -

1. Sep. Arjun Ram s/o Sh. Chokka Ram; Village & PO
Gudi. Teh. & Dist.
Nagaur, (Rajasthan)

2. Sep. Bhanwar Lal Bagaria h/o Smt. Santosh Devi;
Village Sivelara;Teh.&
Dist.Sikar (Rajasthan)
3. Sep. Bhikaram h/o Smt. Bhawri Devi; Village
Patasar; Teh.
Pachpatva;Distt.Barmer (Rajasthan)

4. Sep. Moola Ram h/o Smt. Rameshwari Devi; Village
Katori; Teh. Jayal;Dist.
Nagaur(Rajasthan)

5. Sep. Naresh Singh h/o Smt. Kalpana Devi; Village
Chhoti Tallam;
Teh.Iglab; Dist.Aligarh (UP)


Yours truly,
Dr. N.K. Kalia (Lt. Saurabh Kalia's father).
Saurabh Nagar,
Palampur-176061
Himachal Pradesh
Tel: +91 (01894) 32065

Please sign in by writing your name and then copy and
paste it again to forward it to your friends and relatives. Let us givea supporting hand to Dr. Kalia in his efforts to get justice.
Remember, Lt. Kalia and his colleagues died on thefront so that we could
sleep peacefully in our homes.

PLEASE DON'T BREAK THE ONWARD MOVEMENT OF THIS MAIL.
WE SEND ALL SORTS OF SILLY MAILS TO OUR FRIENDS WHICH
COMPEL ONE TO FORWARD BY SAYING THAT IT MAY HARM YOU IF YOU WON'T DO SO. BUT
HERE IT IS NOTHING LIKE THAT, IT WILL ONLY BE YOU WHO WILL FEEL
SATISFIED IF YOU WILL CONTRIBUTE TO THE CAUSE.
JAI HIND ....Victory to India !!

BY